RSMSSB Clerk answer Key 2024


Rajesh Kumar at  2024-08-11  at 17:45:50
 RSMSSB Clerk answer Key 2024
RSMSSB Clerk answer Key 2024

RSMSSB Clerk Junior assistant Answer Key 2024 जारी, यहाँ करें Download

राजस्थान कर्मचारी चयन बोर्ड (RSMSSB) ने Clerk पदों के लिए आयोजित परीक्षा की Answer Key 2024 जारी कर दी है । जिन उम्मीदवारों ने इस परीक्षा में हिस्सा लिया था, वे अब official website से अपनी answer key डाउनलोड कर सकते हैं । इस लेख में हम आपको answer key डाउनलोड करने की प्रक्रिया, संभावित cut-off marks ,और अन्य महत्वपूर्ण जानकारियों के बारे में विस्तार से बताएंगे ।

Answer Key डाउनलोड कैसे करें?

Answer key डाउनलोड करने के लिए निम्नलिखित चरणों का पालन करें:

  • सबसे पहले RSMSSB की official website पर जाएं ।
  • होम पेज पर"Latest News"सेक्शन में जाएं ।
  • यहां पर आपको" Clerk Answer Key 2024 "का लिंक मिलेगा, उस पर क्लिक करें ।
  • अब अपने रोल नंबर और अन्य आवश्यक जानकारी भरें ।
  • Submit बटन पर क्लिक करते ही आपकी answer key स्क्रीन पर दिखाई देगी ।
  • आप इसे डाउनलोड कर सकते हैं और भविष्य के लिए print भी कर सकते हैं ।

Answer Key पर आपत्तियाँ दर्ज करने की प्रक्रिया

अगर किसी उम्मीदवार को Answer Key में कोई त्रुटि महसूस होती है, तो वे RSMSSB को इसके लिए आपत्ति दर्ज कर सकते हैं । आपत्ति दर्ज करने के लिए निम्नलिखित चरणों का पालन करें:

  • Answer Key जारी होने के बाद, उम्मीदवारों को एक निश्चित समयसीमा के भीतर अपनी आपत्तियाँ दर्ज करनी होती हैं ।
  • इसके लिए आपको official website पर जाकर objection form भरना होगा ।
  • आपत्तियों के साथ आवश्यक प्रमाण संलग्न करना न भूलें ।
  • आपत्तियों की समीक्षा के बाद, अंतिम Answer Key जारी की जाएगी ।

Cut-off Marks और परिणाम

Answer Key के जारी होने के बाद, उम्मीदवारों को अपने संभावित marks की तुलना cut-off marks से करनी चाहिए । RSMSSB जल्द ही cut-off marks की घोषणा करेगा । Cut-off Marks के आधार पर ही चयनित उम्मीदवारों की सूची जारी की जाएगी ।

उम्मीदवारों को सलाह दी जाती है कि वे official website पर नजर बनाए रखें और अपनी तैयारी को मजबूत बनाए रखें ।

निष्कर्ष

RSMSSB Clerk Answer Key 2024 का इंतजार कर रहे उम्मीदवार अब इसे आसानी से डाउनलोड कर सकते हैं और अपने संभावित अंक जांच सकते हैं । Answer Key में किसी भी प्रकार की त्रुटि होने पर आपत्तियाँ दर्ज करना भी महत्वपूर्ण है । Cut-off Marks और अंतिम परिणाम के लिए अधिकारिक वेबसाइट पर लगातार निगरानी बनाए रखें ।


Q – Ilahi Era Calendar kisne jari kiya tha?




Ans – Akbar ne




Q – Ahmadnagar ka vilay Mughal Samrajya mein kiske shasankaal mein hua tha?




Ans – Aurangzeb




Q – Uparmal Panch Board ka gathan kiske dwara kiya gaya tha?




Ans – Vijay Singh Pathik




Q – Anuvrat Andolan ke praneta kaun the?




Ans – Acharya Tulsi




Q – Gautam Buddha ne apna pratham Dharmopadesh kahan diya tha?




Ans – Sarnath mein




Q – Francisi Kranti ke samay France ka raja kaun tha?




Ans – Louis 16wa




Q – Nimn mein se kaun sa Bhartiya rajya Bangladesh ke saath apni seema sahas nahi karta hai?




Ans – Manipur




Q – Nimn mein se agneya chattaan ka udaharan hai?




Ans – Granite




Q – Nimn mein se kaun sa ek krishi aadharit udyog ka udaharan hai?




Ans – Cheeni udyog




Q – London mein India House ke sansthapak kaun the?




Ans – Shyamji Krishna Varma




Q – Rajasthan Rajya Audyogik Vikas evam Nivesh Nigam Limited ne nimn mein se kis jile mein Agro Food Park ka vikas kiya hai?




Ans – Kota




Q – Nimn mein se kisne Shahi Darbar mein Sijda aur Paibos ki pratha aarambh ki thi?




Ans – Balban




Q – Mauritius dweep kahan sthit hai?




Ans – Hind Mahasagar




Q – Tryst with Destiny prasidh bhashan kisne diya?




Ans – Pandit Jawaharlal Nehru




Q – Nimn mein se Karnataka ke kis shahar mein Lauh-Ispaat Sanyantra sthit hai?




Ans – Bhadravati




Q – Lachhiram kis lok natak/kala se sambandhit hai?




Ans – Kuchamani Khyal




Q – Nai Delhi mein 9ve Asian Games kis varsh aayojit hue?




Ans – 1982




Q – Beti Bachao Beti Padhao Yojana kis varsh se sampurn Bharatvarsh mein lagu hui?




Ans – 2015




Q – RTI Soochna ka Adhikar Vidheyak ko Rashtrapati ki sweekriti kis varsh mili?




Ans – June 2005




Q – Koraput Khanan Kendra nimn mein se kis rajya mein sthit hai?




Ans – Odisha




Q – Nimn mein se kaun si Bharat ki ek-eki krishi samasya nahin hai?




Ans – Jaivik Kheti ko Protsahan




Q – Himalaya ke kis bhaag mein ‘Karewa’ bhu aakriti milti hai?




Ans – Kashmir Himalaya




Q – Nimn mein se kaun sa Vanya Jeev Abhyaranya Rajasthan mein sthit hai?




Ans – Ramgarh Vishdhari Abhyaranya




Q – Aizawl rajdhani kiski hai?




Ans – Mizoram ki




Q – Us prasidh Mand Gayak ka naam bataiye jinhone geet ‘Kesariya Balam Aao Ni Padharo Mhare Desh’ ko amrit vardaan diya?




Ans – Yeh geet Allah Jilai Bai dwara gaya gaya tha




Q – Suchi I ke saath Suchi II ka milan kijiye?




Ans – Paane - Kagaz, Phad – Kapda, Mandana – Deewar aur Farsh, Kawad – Lakdi




Q – Thewa Kala Rajasthan ke kis sthal se sambandhit hai?




Ans – Pratapgarh




Q – Satish Dhawan Antariksh Kendra Bharat mein kahan sthit hai?




Ans – Sriharikota




Q – Bharat ki sabse oonchi parvat choti kaun si hai?




Ans – Kanchenjunga Parvat




Q – Kis bandargaah par badhte dabav ko kam karne ke liye Haldia Bandargaah ko ek sahayak bandargaah ke roop mein vikasit kiya gaya tha?




Ans – Kolkata Bandargaah




Q – Bhartiya Samvidhan ke janak ke roop mein kise jana jata hai?




Ans – Dr. B R Ambedkar




Q – Nimnlikhit mein se kaun sa maulik adhikar nagrikon ko nyayalay mein jaane ki anumati deta hai agar unhe lagta hai ki rajya dwara unke kisi maulik adhikar ka hanan kiya gaya hai?




Ans – Samvidhanik Upcharon ka Adhikar




Q – Nimnlikhit mein se kaun sa punjivaadi arthvyavastha ka avgun hai?




Ans – Ekadhikar ka uday




Q – Kaun sa Samvidhan Sanshodhan Adhiniyam Dal Badal Virodhi Kanoon se sambandhit hai?




Ans – 52va Samvidhan Sanshodhan 1985




Q – San 1800 Eesvi mein voh kaun vyakti tha jinhone aaj ke Rajasthan ko Rajputana kaha?




Ans – George Thomas




Q – Amrita Devi Bishnoi kis ke liye prasidh hai?




Ans – Khejdi ke pedon ko bachane ke liye




Q – Tejaji ka janm kis jile mein hua tha?




Ans – Nagaur




Q – Hawa Mahal ka nirmaan kisne karvaya?




Ans – Maharaja Sawai Pratap Singh




Q – Kis Mughal Badshah ke darbaar mein Captain Hawkins aur Sir Thomas ne daura kiya?




Ans – Jahangir




Q – Nimn mein se kaun sa bandargaah Bharat ke Paschimi Tat par sthit hai?




Ans – Kochi Bandargaah




Q – Rashtriya Sankhyaiki Aayog kis varsh mein sankalp ke saath sthapit hua tha?




Ans – 2005




Q – Anand Math upanyas ke lekhak kaun hai?




Ans – Bankim Chandra Chattopadhyay




Q – Kisano par Chanwari Kar kisne adhirojit kiya tha?




Ans – Ram Krishna Singh




Q – Nimnlikhit mein se kaun sa Audyogik Kranti ka Rajnitik Parinaam hai?




Ans – Audyogik Kranti ke madhyam se aupniveshik pratispardha ko gati mili




Q – SAARC ka Sachivalay kahan par sthit hai?




Ans – Kathmandu, Nepal




Q – Nimn mein se kis kile ke baare mein kaha gaya hai ki yeh ek Armed Bakhtarband Kila hai?




Ans – Ranthambhor




Q – Sisodia Rajput ka kaun sa kila Gambhiri aur Beeds Nadi ke tat par sthit hai?




Ans – Chittorgarh ka Kila




Q – Mauryakaleen Prashasanik Pranali mein nimnlikhit mein se Rajswa Vasooli ka Prabhari kaun tha jo ki aay ka lekha rakhta tha?




Ans – Samaharta




Q – Mall Mahajanpad ki rajdhani nimnalikhit mein se kaun si thi?




Ans – Kushavati




Q – Nimn mein se kaun sa nagar hai Bharat ka pratham Adra Bhoomi (Wetland) nagar bana?




Ans – Udaipur




Q – Jain Dharm ke pratham Tirthankar kaun the?




Ans – Bhagwan Rishabhdev Jain Dharm ke pratham Tirthankar hain




Q – Justice for the Judge aur Autobiography ke lekhak kaun hai?




Ans – Ranjan Gogoi




Q – Charn mein kaun sa jila Indira Gandhi Naher Pariyojna ka hissa nahi tha?




Ans – Jodhpur




Q – Swarnim Chaturbhuj Maharaj Marg Pariyojna ke antargat Purv Paschim galiara inmein se kin do shahron ko jodta hai?




Ans – Silchar aur Porbandar




Q – San 2023 mein World Bank ke adhyaksh ke roop mein kiska chayan hua tha?




Ans – Ajay Banga




Q – Sanyukt Rashtra Sangh ki sthapna kab hui?




Ans – 1945




Q – Lok Kathayein 1960 se 1975 ke sangrah se Adbhut Banta Ri Phulwari ke lekhak kaun hain?




Ans – Vijaydan Detha

Labels: All answer_key , Jobs In rajasthan , Jobs In RSMSSB , Junior Assistant Vacancy and Jobs , clerk Vacancy and Jobs , LDC Vacancy and Jobs